
Sample
Sample mangwayein
Sample pack ₹200 mein 2 packets. Bulk order se pehle apni dukaan pe chai banakar chakh lein.
Hum aapka naam, dukaan/business, shehar, kaun sa premix chahiye aur mahine ki andaazan zaroorat poochhenge. Sample pehle serious dukaandaaron ko jaata hai — purane grahak, phir nayi dukaanein.
Sample pack ₹200 mein 2 packets. Courier kharcha agar lage to WhatsApp pe pehle bata diya jaata hai.
